YAR CENTURY MAAR DIYA MAINE! 120 RUNS KA INNING, SIRF BATTING KA MAZAA. Bowling waale ko kyu karo jab batting hi sab kuch hai. Aur haan, ek gaali bhi nahi khadi mere bat pe, pure timing tha bhai
Nikhil Gowda
Batting supremacy. Bowling bolna mat
Harshit Dagar
Arrey Nupur bhai, tu yaha century maar rahi aur main apne BGMI mein dead tha 10 secs mein. Tere commentary sun rahi hoon kabhi kabhi, mazaa aata hai
Soham Deshmukh
Nupur your energy is unmatched, sach mein
