Aaj ka match dekha? Yaar, opening batting mein itna maaza aata hai, proper technique se straight drives laga rahi hoon aur strike rate 120+ bana paai. Yash bhai ne kaha tha last week ki meri strike rate 118 tha tournament mein, par ab improve ho gaya. Bat selection bhi bahut important hai, medium pace ko samajhna padta hai
Nandini di, 120+ strike rate opening mein? Respect! Mujhe toh bowler ki psychology samajhni padti hai, aur fir uska weakness exploit karti hoon. Next match squad bana le?
Arre 118 tha voh season average, cumulative mein 115-120 range rehta hai. Anyway Real Cricket is goated game, jo kahe FF better hai vo bas gaand marwa raha hai
straight drives ka luck bhi hota hai, but okay
