Rewards. Anytime.Download AppRewards. Anytime.
← Back to feed

Aaj ka duo queue tha 9:30 ke baad, Sage aur Killjoy dono setup kiye aur literally mera mic hi working tha. Team ko callouts diye, 13-5 win. BCom assignment kal submission tha par VALORANT priority 😂

3 comments
Hetvi Parmar

areee assignment? meri toh mom ko assignment se zyada laptop cheen na hai

3 Nov
Shaurya Thakur

Sage Killjoy combo toh clutch hota hai, especially pistol rounds mein

3 Nov
Lokesh Choudhary

mic wala advantage kar hi deta hai, coordination is key

3 Nov