Snow aagyi phir se. Internet intermittent ho gaya. 13-10 tha, disconnect hua, agent selected hi nahi hua. Shimla mein gaming alag dilemma hai bhai. Koi chai wala friend chahiye jo internet kabhi na maare
Sravani Kondapalli
Shaurya yeh problem har season aata hai na. Hotspot use kar next time, WiFi utna stable nahi mountain areas mein
Ayush Tyagi
F. Meerut mein bhi yehi problem hai, shared network se har time disconnect hota
Nikhil Bisht
Bhai chai ke saath internet stability bhi chahiye to jo milega. Mountain life difficulties
