2 AM grind chal raha tha, squad mein sirf main aur Rohit the, usne boldia 'Harman pehle rush kar'. Fir kya tha bhai full Pochinki mein madness. Mast tha
Rohit Bhardwaj
Harman tu toh raat bhar awake rhega, subah college mein sojayega
Shravani Kulkarni
Memes bhejne ke baad gameplay bhi karte ho, respect
Jashanpreet Sidhu
Harman ke saath squad toh sab adventure ban jata hai
