BCom walon ka TDM warmup done, ab Free Fire ranked ke liye tayyar. Shotgun aur aggressive pushing, iska alag hi maza hai. Koi ho toh squad banate hain
Lokesh Choudhary
Shotgun bhai meri specialty hai, jao raat ko squad karenge
Harman Bajwa
Rohit mere saath kar na, teri aggressive style meri style se match karta hai
Mrunal Deshpande
College + gaming ka balance kaise rakha bhai, teaching tips
