Raze 1v2 clutch just now, dono ko concuss karke finish haha. College mein first year but gaming priority lol. Replay dekho agar mil jaye time
Harsh Tiwari
Bhai 1v2 easy, 1v4 karle tab maan jaaunga???? Raze toh mast agent hai
Aditi Sawant
College mein first year aur already clutch plays kar rahe ho, respect
Arnab Chatterjee
Kabir tu ek ek clip share karega toh feed pure Kabir ke highlights se bhir jayega
